"Maine mai likha.... maine mai likha , maine tu likha....
Maine tu likha.... maine tu likh ke maine hum likha...
Hardam sath mere rahoge na, maine tumko hi mera humdam likha..."
Suno na mai tumhara Valentine ban'na chahta hoon....
Waise toh kabhi koi maine fool toda nhi aaj tak,
Par fir bhi aaj tumhare liye koi Gulab todna chahta hoon.....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Propose karne ka tarika toh nhi pta muze shayad,
Par mai tumhare dil ko approach karna chahta hoon....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Yuh toh chocolate ke tarah bahot sweet ho tum,
Bas tumari iss mithas bhari zindgi mein mai thodi si mithas aur bharna chahta hoon...
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Yeh bejan sa Teady de kar kya karunga tumhe....
Yeh bejan sa Teady de kar kya karunga tumhe,
Main toh khood ek Teady ban ke tumhe zindgi bhar hasana chahta hoon....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Koi aisa Promise toh nhi karunga tumse jo mai pura na kar sakoo,
Bas apne kiye har Promise ko pura karne ka Promise tumse karna chahta hoon...
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Yuh toh kabhi gale lagaya nhi apne Maa ke siwah,
Par tumhe apne gale laga kar tumahre sare dukhon ko apna'na chahta hoon...
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Tumare iss pyaare se chehre ho chumna chahta hoon mai,
Jise bhagwan ne mere liye banaye hai...
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Aur suno na mai tumhara valentine ban'na chahta hoon....
Kya banoge tum mere, kya doge tum sath mera,
Kya sunoge tum mere kahaniyon ko....
--------------------------------Will You Be My Valentine 💝--------------------------------
- Dedicate To Her
Comments
Post a Comment